Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKalyanji Anandji
HomeKalyanji Anandji
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne aaj se tumhen ye naam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan humne aaj se tumhen ye naam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan paigaam kaa kuchh jawaab do aise ho kyun chup chaap se aise ho kyun chup chaap se sharmaa rahe hain aaj hum kehte huye kuchh aap se kehte huye kuchh aap se humne aankhon ko jubaan kaa kaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan baaton hi baaton mein aap to karne lage humse pyaar bhi karne lage humse pyaar bhi tumne hi looti hai neend bhi tumne hi loota qaraar bhi tumne hi loota qaraar bhi aur chupke se humen ilzaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan bechain tumne kar diya iss dil ke har armaan ko iss dil ke har armaan ko ye naa kaho tum ye kaho iss dil ki har daastaan ko iss dil ki har daastaan ko pyaar ne bada haseen anjaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman
humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko chhod diya kyun pyaar ne tere chhod diya kyun pyaar ne tere dar dar bhatkaane ko pyaar tera paane ko humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko wo aansoo jo beh nahin paaye wo baaten jo keh nahin paaye wo aansoo jo beh nahin paaye wo baaten jo keh nahin paaye dil mein chhupaye phirte hain hum ghut ke mar jaane ko pyaar tera paane ko humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko uski rahe tu jiski ho li tujhko mubaraq pyaar ki doli uski rahe tu jiski ho li tujhko mubaraq pyaar ki doli baith gaye hum ghum ki chita par zinda jal jaane ko pyaar tera paane ko humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko
humne dekha hai tumhen humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa lagta hai ke humdam mera waapas aaya mere jeevan pe muhaabat ka nasha sa chhaaya dil mein chalne laga phir husn ka roshan saaya humne dekha hai tumhen jaane kyun dil mera kadmon pe jhuke jaata hai koi bichhda hua saathi mujhe yaad aata hai ye milan pyaar bhara kisliye tadpaata hai humne dekha hai tumhen aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai jaise toofanon se baaraat nikal aayi hai dil mein rehti thi wo hi baat nikal aayi hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen
humne jo dekhe sapne humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa din aa gaye hain pyaar ke mere saajnaa din aa gaye qaraar ke humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa aise hi sadaa sajj dhajj ke meri aankhon mein raho jawaan tum aise hi sadaa sajj dhajj ke meri aankhon mein raho jawaan tum main chhaya ban ke saath chalun main chhaya ban ke saath chalun mujhe le chalo jahaan tum humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa hum janam janam ke saathi hain pooja hai preet humari hum janam janam ke saathi hain pooja hai preet humari iss janam bhi tumko paa hi liya iss janam bhi tumko paa hi liya main ho gayi tumhaari humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa din aa gaye hain pyaar ke mere saajnaa din aa gaye qaraar ke humne jo dekhe sapne sach ho gaye wo apne ooo mere saajnaa
humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa aankh churaayi thes lagayi dil bhi toone toda laakh chhudaya toone daaman humne saath na chhoda tere karam ko tere sitam ko tere karam ko tere sitam ko sehte rahe hum jitnaa kaun sahega itnaa kaun sahega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa tu hi tu hai inn aankhon mein aur nahin koi duja tujhko chaaha tujhko sarahaa aur tujhe hi pooja tere dar ko maan ke mandir tere dar ko maan ke mandir jhukte rahe hum jitnaa kaun jhukega itnaa kaun jhukega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa
humne tujhko pyaar kiya humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna roye bhi to dil hi dil mein mehfil mein muskaaye tujh se hi hum tera ye ghum barson rahe chhupaaye pyaar mein tere chup ke chup ke pyaar mein tere chup ke chup ke jalte rahen hum jitna kaun jalega itna kaun jalega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna pyaar pe mere naaz tumhen tha yaad karo woh nazara haath pe apne likh lete the jab tum naam hamara teri ada ke bholepan pe teri ada ke bholepan pe mitte rahe hum jitna kaun mitega itna kaun mitega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna
humsafar ab ye safar kat jaayega humsafar ab ye safar kat jaayega raaste mein jee naa ab ghabrayega raaste mein jee naa ab ghabrayega humsafar ab ye safar kat jaayega iss kadar rangeen hain lamhaat ye hum kadam pehle kahan thi baat ye koi hasrat thi naa koi yaad thi zindagi kya thi koi fariyaad thi dil mera to mujhse bhi anjaan tha ek pathar ki tarah bejaan tha pyaar tera ab ise dhadkaayega humsafar ab ye safar kat jaayega aaaaa aaaaaa sooni raahen aur kaali raat thi apni to parchhayi bhi naa saath thi har kadam par aa raha tha ye khayaal tanhaa manzil tak pahuchna hai muhaal aise mein veeran se ik mod par jee uthi main teri soorat dekh kar ab ye veerana chaman kehlayega humsafar ab ye safar kat jaayega meri nazron ko hai duniyaa se gila chal diya wo chhod kar jo bhi mila mujh pe logon ne kiye hain jo sitam main badi mushkil se bhooli hoon sanam dekhna tu bhi yahi karna nahin diljalon se dillagi karna nahin umar bhar varna ye ghum tadpayega ye musafir raah mein reh
humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka geet ho tum geet ka andaaz hum humsafar mere humsafar aankh ne sharmaa ke keh di dil ke sharmaane ki baat ek deewaane ne sun li duje deewaane ki baat pyaar ki tum inteha ho pyaar ka aagaaz hum pyaar ka aagaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka geet ho tum geet ka andaaz hum humsafar mere humsafar zikr ho ab aasmaan ka yaa zamin ki baat ho khatm hoti hai tumhin par ab kahin ki baat ho ho hasin tum mehjabeen tum naazni tum naaz hum naazni tum naaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar
are husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya aji dil ko ab tak hai inkaar aankhen kar baithi iqraar pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya hoooooooo kabhi pass aayen kabhi door jaayen ye hain dil churaane ki laakhon adaayen nahin teer nikla abhi tak kamaan se nahin teer nikla abhi tak kamaan se koi unse keh de ke dil ko bachaayen ke dil ko bachaayen haaye husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya dil ko ab tak hai inkaar aankhen kar baithi iqraar pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya hoooooooo kahaan tak rahoge ye daaman bachaa ke ke mushkil hai bachna nishaane pe aa ke humara hai kya hum to mit ke rahen humara hai kya hum to mit ke rahen jahaan tumne dekha zara muskuraa ke zara muskuraa ke dil ko
husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano honthon ke do jaam sharabi inki lazzat kyaa jaano zulfon ki ye chhaanv ghaneri zulfon ki ye chhaanv ghaneri inki raahat kyaa jaano husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane in aankhon ke peechhe kitne basse hue hain maikhaane peeke dekho jaam nazar kaa peeke dekho jaam nazar kaa ho jaaoge deewaane husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge
hmmm lalalala uuuuuuu lalalalala uuuuuuu lalalalalalaalalaalalaalaa laaaaaaa aaa aaa aaaa kya hua kya nahin mujhko ye pata nahin kya hua kya nahin mujhko ye pata nahin meri koi khata nahin aur hai kuchh ye nasha nahin i am in love i am in love kya hua kya nahin mujhko ye pata nahin meri koi khata nahin aur hai kuchh ye nasha nahin i am in love i am in love hooo oooo oooo ooo ooo ooo ooo ek to neend nahin aati neend agar aa jati hai sapnon mein bhi chain kahaan teri yaad satati hai hooo teri yaad satati hai hooo sach kehte hain log pyaar hai dil ka rog hey sach kehte hain log pyaar hai dil ka rog rog ye haye bura nahi ha ha dard ye bemaza nahin rog ye bura nahin dard ye bemaza nahin meri koi khata nahin aur hai kuchh ye nasha nahin i am in love i am in love kya hua lalalaa kya nahi hahahaa mujhko ye pata nahin meri koi khata nahin aur hai kuchh ye nasha nahin i am in love i am in love hooo oooo oooo oooo oo oo mast baharon ka mausam aata yunhi kho jata pyaar jo hum
ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun baat hai lambi matlab gol khol naa de ye sab ke pol to phir uske baad ik taara bole tun tun tun tun tun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole tun tun tun tun tun kuchh aise log bhi hote hainnnn kuchh aise log bhi hote hain apni galti pe rote hain apna to pet nahin bharta par das das bachche hote hain par das das bachche hote hain har saal calander chhaap diya parivaar niyojan saaf kiya to phir uske baad ik taara bole tun tun tun tun tun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole tun tun tun tun tun pehle to tha chola burka pehle to tha chola burka phir kat kat ke wo hua kurtaa chole ka ab choli hai bani choli se aage kya hoga choli se aage kya hoga ye faishion badhtaa badhtaa gayaa aur kapdaa tann se ghattaa gayaa to phir uske baad ik taara bole tun tun tun tun tun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole
ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili tu sooraj main sooraj mukhi hoon piyaa na dekhoon tujhe to khile na jiyaa tu sooraj main sooraj mukhi hoon piyaa na dekhoon tujhe to khile na jiyaa tere rang mein rangi mere dil ki kali khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili anokhaa hai bandhan ye kangan sajan bina dor ke bandh gayaa mera mann anokhaa hai bandhan ye kangan sajan bina dor ke bandh gayaa mera mann tu jidhar le chalaa main udhar hi chali khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili
itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai meri khaamoshi sajna mera ikraar hai mera ikraar hai baalon main taak doon agar main dil ke phool ko kar dogi maaf kyaa tum meri is bhool ko teri har bhool se bhi tujhse bhi pyaar hai tere kadmon mein saiyaan mera sansaar hai mera sansaar hai itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai meri khaamoshi sajna mera ikraar hai mera ikraar hai jitnaa betaab hai dil utnaa majboor hai tum se mangaa hai tumko bolo manzoor hai de di hai umr tumko dil bhi tumko diyaa ab meraa apnaa kyaa hai kyaa doon tumko piyaa kyaa doon tumko piyaa itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai meri khaamoshi sajna mera ikraar hai mera ikraar hai
hooooooo ooooo oooo oooo jaa re jaa jaa re jaa o harjaai dekhi teri dildaari dil de kar main kar baithi dil ke dushman se yaari tujhko aankhon mein bhar ke tujhko aankhon mein bhar ke mar gayi main tujh pe marr ke pather ki pooja kar ke haari main haari jaa re jaa jaa re jaa o harjaai dekhi teri dildaari dil de kar main kar baithi dil ke dushman se yaari hoooooo oooo oooo oooo tere peechhe aankhen meeche chal di main deewani haaye chhod ke duniyaa saari ho oo logo ne kitna samjhaya maine ek naa maani meri mat gayi thi maari yun naa koi mare yun naa koi mare rabba khair kare hooo ooooo hansi hansi mein phans gayi main to bechari jaa re jaa jaa re jaa o harjaai dekhi teri dildaari dil de kar main kar baithi dil ke dushman se yaari hoooooo oooo oooo oooo bin soche bin jaane maine o re o begaane tujhe saunp diya jeevan ko jaise khushboo nazar naa aaye rang chhuaa naa jaaye waise jaan saki naa tere mann ko phir bhi chaaha tujhe phir bhi chaaha tujhe tu naa samjha mujhe
hmm hmm hmm hmm mm jaane mujhe kya hua re kya hua re jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye hoye hoye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye teri baahon mein na aaun teri baahon mein na aaun kahin jal hi na jaaun mera dil bhi to maane na jo bhi dil mein lagaaye wahi dil ki bujhaaye meri jaan tu ye jaane na jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye hayee chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye na banaa tu bahaane na banaa tu bahaane kya milega o deewaane meri zulfon ko uljha ke wo kali to khilegi pyaar se jo milegi zara mil humse lehraa ke jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab
jaan e jaana o jaan e jaana jaan e jaana o jaan e jaana hoo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu mera laage kya tu mera laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu meri laage kya tu meri laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar hai mann ki pooja hooo jab se jeevan mein tu aaya bhaaya nahin koi dujaa bhaaya nahin koi dujaa meri bhi kya kismat hai dil mein teri chaahat hai khila hai gul seharaa mein khuda ko bhi hairat hai jaan e jaana o jaan e jaana phool ban kar tera chehra mere haathon mein khila hai milan hai dil se
jai narayan swami narayan jai narayan jai jai narayan narayan hari hari swami narayan narayan hari hari teri leela sabse nyaari nyaari hari hari teri mahimaaaaaaa terri mahimaaaaaaa teri mahima prabhu hai pyaari pyaari hari hari alakh niranjan bhav bhaye bhanjan jan man ranjan daataa humen sharan de apne charan mein kar nirbhaye jag trataa tune laakhon ki naiyya taari taari hari hari jai jai narayan narayan hari hari swami narayan narayan hari hari prabhu ke naam ka paras jo chhoo le wo ho jaaye sona do akshar ka shabd hari hai lekin bada salona usne sankat taale bhaari bhaari hari hari jai jai narayan narayan hari hari swami narayan narayan hari hari teri leela sabse nyaari nyaari hari hari teri mahima prabhu hai pyaari pyaari hari hari jai jai narayan narayan hari hari swami narayan narayan hari hari jai jai narayan narayan hari hari swami narayan narayan hari hari
jai nandlala jai jai gopala jai nandlala jai jai gopala madhav mohan mukand muraari devki nandan krishan kanhaayi yugal kishore shyam girdhari jai nandlala jai jai gopala mor mukut dhaari sanwariya tum ho makhan chor maat yashoda kahe na dekha kaisa natkhat chor solah kala sampuran ho tum solah kala sampuran ho tum tumhri leela niyaari niyaari jai nandlala jai jai gopala koti koti naam tihaare tum ho aparam paar apni mahima tum hi jaano kya jaane sansaar teen lok ke swaami tumko teen lok ke swaami tumko sumrin karte sab sansaari jai nandlala jai jai gopala
hey aaja tu aaja meri baahon mein aaja tu aaja meri baahon mein baahon mein nigaahon mein nigaahon mein nigaahon mein baahon mein nigaahon mein nigaahon mein nigaahon mein aajaa aaja tu aaja meri baahon mein baahon mein nigaahon mein nigaahon mein are murli bajai krishna kanhai raadha ke man bhai madhur madhur dhun sun mohit bhai sab sudh budh bisrai udta udta aanchal lekar kaali kaali lat pe aur kunj gali se daudi radha pahunchi jamuna tat pe radha pahunchi jamuna tat pe radha pahunchi jamuna tat pe haaaye haaaa jamuna ke tat pe maari nazariya aisi saanwariya ne jamuna ke tat pe maari nazariya aisi saanwariya ne jamuna ke tat pe maari nazariya aisi saanwariya ne ghaayal ho gai pal mein ke gajra gir gaya jamuna jal mein gajra gir gaya jamuna jal mein jamuna ke tat pe maari nazariya aisi saaawariya ne ghaayal ho gai pal mein ke gajra gir gaya jamuna jal mein gajra gir gaya jamuna jal mein lene gajariya gayi thi bajariyaa haaye lene gajariya gayi thi bajariyaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humne Aaj Se Tumhen Raja Saab (1969) 05:19 11892
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:19   Song Number : 11892   

Humne Apna Sab Kuchh Saraswatichandra (1968) 03:43 14149
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manish, Nutan
Duration : 03:43   Song Number : 14149   

Humne Dekha Hai Ji Chahta Hai (1964) 03:29 13436
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:29   Song Number : 13436   

Humne Jo Dekhe Sapne Parivar (1967) 04:33 11891
 
Poster of Parivar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jeetendra, Nanda
Duration : 04:33   Song Number : 11891   

Humne Tujhko (Female) Dulha Dulhan (1964) 03:42 13190
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:42   Song Number : 13190   

Humne Tujhko (Male) Dulha Dulhan (1964) 03:19 20566
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 20566   

Humsafar Ab Ye Safar Juari (1968) 05:29 13460
 
Poster of Juari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:29   Song Number : 13460   

Humsafar Mere Humsafar Purnima (1965) 04:33 11953
 
Poster of Purnima (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 04:33   Song Number : 11953   

Husn Chala Kuchh Aisi Bluff Master (1963) 04:48 12924
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Duration : 04:48   Song Number : 12924   

Husn Ke Lakhon Rang Johny Mera Naam (1970) 04:58 18128
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mridula, Prem Nath
Duration : 04:58   Song Number : 18128   

I Am In Love Yudh (1985) 06:47 32295
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Tina Munim
Duration : 06:47   Song Number : 32295   

Ik Taara Bole Yaadgar (1970) 11:53 20451
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 11:53   Song Number : 20451   

Ik Tu Jo Milaa Saari Duniyaa Himalay Ki God Mein (1965) 03:15 13336
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:15   Song Number : 13336   

Itna To Kah Do Humse Saheli (1965) 03:20 14114
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Kalpana, Pradeep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 14114   

Jaa Re Jaa O Harjaai Kalicharan (1976) 04:27 20600
 
Poster of Kalicharan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 04:27   Song Number : 20600   

Jaane Mujhe Kya Hua Re Janwar Aur Insaan (1972) 04:19 12058
 
Poster of Janwar Aur Insaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 04:19   Song Number : 12058   

Jab Jab Teri Soorat Dekhoon Janbaaz (1986) 05:28 17947
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Sapana
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rekha
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:28   Song Number : 17947   

Jai Jai Narayan Hari Darshan (1972) 04:07 15523
 
Poster of Hari Darshan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Junior Mehmood
Duration : 04:07   Song Number : 15523   

Jai Nandlala Jai Jai Gopala Ghar Ghar Ki Kahani (1970) 03:28 37063
 
Poster of Ghar Ghar Ki Kahani (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Raag- 
Bhatiyar
Duration : 03:28   Song Number : 37063   

Jamuna Ke Tat Pe Maari Nazariya Vardaan (1974) 05:48 39063
 
Poster of Vardaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Reena Roy
Duration : 05:48   Song Number : 39063   
Karaoke Songs of Kalyanji Anandji, Sad Songs of Kalyanji Anandji, Love Songs of Kalyanji Anandji, Dance Songs of Kalyanji Anandji, Hip-hop songs of Kalyanji Anandji, Best songs of Kalyanji Anandji, Super hit songs of Kalyanji Anandji, hit songs of Kalyanji Anandji, duet songs of Kalyanji Anandji, solo songs of Kalyanji Anandji, old songs of Kalyanji Anandji, famous songs of Kalyanji Anandji, Hindi Karaoke Songs of Kalyanji Anandji, Hindi Sad Songs of Kalyanji Anandji, Hindi Love Songs of Kalyanji Anandji, Hindi Dance Songs of Kalyanji Anandji, Hindi Hip-hop songs of Kalyanji Anandji, best Hindi songs of Kalyanji Anandji, super hit Hindi songs of Kalyanji Anandji, hit Hindi songs of Kalyanji Anandji, duet Hindi songs of Kalyanji Anandji, solo Hindi songs of Kalyanji Anandji, old Hindi songs of Kalyanji Anandji, famous Hindi songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Sad Songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Love Songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Dance Songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Hip-hop songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Best songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Super hit songs of Kalyanji Anandji, Sing Along hit songs of Kalyanji Anandji, Sing Along duet songs of Kalyanji Anandji, Sing Along solo songs of Kalyanji Anandji, Sing Along old songs of Kalyanji Anandji, Sing Along famous songs of Kalyanji Anandji